Powered by Blogger.
RSS

Sunday, November 7, 2010

HAZRAT MUHAMMAD (S.A.W) KI BAATEIN

                                       HAZRAT MUHAMMAD(S.A.W)SAID
Toba Gunah Ko Kam Karti Hei,

Jhoot Rizq Ko,

Gheebat Neki Ko,

Ghum Umar Ko,

Sadqa Balla Ko,

Ghusa Aqal Ko,

Takabur Ilum Ko,

Or Neki Badi Ko…..


                                               Kuch is ki khabar bhi hai tujhko
Kuch is ki khabar bhi hai tujhko
Wo roz-e-mehshar kya hoga

Jis aag ka indhan insan hai
Us aag ka aalam kya hoga

Ye jism gawahi khud de ga
Har hissa badan ka boley ga

Khamosh zuban ho jaye gi
Us waqt ka aalam kya hoga

Kuch is ki khabar bhi hai tujhko
Wo roz-e-mehshar kya hoga




                                             Aik Din Rasool (S.A.W.W) Ne
Aik Din Rasool (S.A.W.W) Ne shaitan Ko Kamzori Ki Haalat Me Dekha Or Waja Pochi,
To Shaitan Ne Kaha, Aae Rasool-ul-Allah (S.A.W.W) Aap Ki Ummat Se Sakht Ranj Hua.
Aap(S.A.W.W) Ki Ummat Ki 6 Khaslaten Mujh Se Bardasht Nhi Hoti,
1-Jb Milen To Salam Krte Hen.
2-Musaafah Krte Hen.
3-Jb Koi Kam Krna Chahty Hen To INSHALLAH Kehte Hen.
4-Astaghfar Krte



                                     Nabi e Akram sallallaho alahe wasallam ne farmaya
Nabi e Akram sallallaho alahe wasallam ne farmaya Tum mein se koi,kisi bhi takleef ki waja se maut ki Aarzu na karay haan Albatta ye dua ALLAH se ker sakta hai k
" Aye ALLAH mujhe zinda rakh jab tak mera zinda rehna behter ho,aur mujhay maut de jab mere liye maut behtar ho

8 comments: